Wednesday, January 18, 2017

Muskura k Khitab krte ho




Muskura k Khitab krte ho

Aadtain kiyon kharab krte ho

Ho Taluq to Rooh se ho




Ho Taluq to Rooh se ho

Dil to Aksar bhar jatay hain



Gila Banta he Nahi Be Rukhi ka





Gila Banta he Nahi Be Rukhi ka

Dil he to hai bhar ya hoga

Aney ka sabad yaad na janey ki khabar hai





Aney ka sabad yaad na janey ki khabar hai

Wo dil mein raha aur Usay tor gaya bhi

Ilm o Hikmat ka Jinhain Shoq ho Aayein na idhar





Ilm o Hikmat ka Jinhain Shoq ho Aayein na idhar

Koocha e Ishq mein Kuch bhi Nahi Hairat ke Siwa

Kesa Dil Aur Uskay kia Ghum Jii





Kesa Dil Aur Uskay kia Ghum Jii

Yunhi Batain Banate hain Hum Jii

Hum Jee rahay hain koi Bahana kiye Bagair





Hum Jee rahay hain koi Bahana kiye Bagair

Uskay Bagair, Uski Tam'mana kiye Bagair

© POETRY LOVERS
Maira Gall