Facebook Ka Kamaal Funny Jokes SMS Urdu/ Hindi
By: Shahbaz Jaan
Facebook Ka Kamaal
Malkan: Tum 3 Din Sy Kaam Par Ni Aaen Aur Btya Bhi Ni.?
Naukrani: Baji Main Ne To Facebook Par Status Update Kar Dia Tha.
"I Am Going To Village For Three Days"
Sahab G Ne Comment Bhi Kia Tha.
"Missing You Banu."
MakeUp Ka Kamal Funny Jokes 2017 Urdu Text
By: Shahbaz Jaan
MakeUp Ka Kamal
Shaadi Ki Taqreeb Main Jin Aa Gaya.
Jin Ko Dekhty Hi Larkion Ki Chekhen Nikal Gai.
Ek Baba G Ne Larkion Ko Wazoo Karny Ko Kaha.
Larkian Wazoo Kar Kay Aayen To.
Jin Ki Chekhen Nikal Gai.
Hy Na MakeUp Ka Kamal.
Police Aur Pathan Urdu Funny Jokes 2016. Police Aur Pathan Urdu Sms 2016.
By: Shahbaz Jaan