Tuesday, January 17, 2017
Molvi Aur Halwa Funny Urdu Jokes 2017 Very Funny
Molvi Aur Halwa Funny Urdu Jokes 2017 Very Funny
BY: Shahbaz Jaan
Molvi Aur Halwa
Ek Molvi Bas Main Safar Kar Raha Tha.
Agli Seet Par Ek Aurat Bar Bar Apny Bachy
Sy Keh Rhi Thi" Beta Tum Yeh Halwa Kha Lo Warna
Main Is Molvi Uncle Ko Dy Don Gi."
Jab Aurat Ne Char Martba Yehi Kaha To Molvi Bola
Behn G Jaldi Faisla Kar Lo Tumhari Waja Sy Main
4 Stap Pehly Hi Aagy Aa Chuka Hon.
Saturday, January 14, 2017
Pathan Ky 12 Bachy Urdu Funny Jokes SMS 2017
Pathan Ky 12 Bachy Urdu Funny Jokes SMS 2017
By: Shahbaz Jaan
Pathan Ky 12 Bachy
Pathan Ky 3 Bachy Howe. Naam Rakha Hasrat Khan- Harkat Khan- Barkat Khan
Phir 3 Bachy Howe Naam Rakha Drya Khan- Sumandar Khan- Selaab Khan.
Phir 3 Bachy Howe Naam Rakha Himmat Khan- Hosla Khan- Bardasht Khan.
Phir 3 Bachy Howe Is Baar Biwi Ne Naam Rakha.
Bas Kar Khan- Hoosh Kar Khan- Reham Kar Khan.
Sardar Wakeel Aur Mujrim Funny Urdu Jokes 2017
Sardar Wakeel Aur Mujrim Funny Urdu Jokes 2017
By: Shahbaz Jaan
Sardar Wakeel Aur Mujrim
Mujrim: Koshis Karna Mujhy Phaansi Na Ho Jaye.
Umar Qaid Bhaly Ho Jaye.
Sardar Wakeel: Theek Hai.
Agly Din Mujrim Sardar Sy Milny Gya.
Mujrim: Kya Bana.?
Sardar Wakeel: Bari Mushkil Sy Umar Qaid Krwai Hai.
Warna Jugde Tumhen Riha Karny Pe Tulla Howa Tha.
Husband And Wife In Clinic Funny Jokes Urdu 2017
Husband And Wife In Clinic Funny Jokes Urdu 2017
By: Shahbaz Jaan
Husband And Wife
Husband Wife Doctor Ky Paas Gay.
Clinic Sy Nikal Kar Biwi Booli Doctor Ne Kaha Hai Ky Mukhtalif Mulkon
Ki Seer KaroTaaky Tabiat Par Acha Asar Pary.
Wife:To Ap Fisla Kar Lo Kahan Jana Hai?
Husband: Chalo Dosry Doctor Ky Paas.
Subscribe to:
Posts (Atom)






