Monday, January 9, 2017

Maine rakhdi hain taak par ankhen

Maine rakhdi hain taak par ankhen
Uske aane ki dair hai baaqi

Kitni purkaif hain Teri ankhen

Kitni purkaif hain Teri ankhen

Sufiyana kalaam ho jaise

Mere chehre pe ghazal likhti gayin

Mere chehre pe ghazal likhti gayin

Sher kehti howi ankhen uski

Ankhon mai de ke anso najane kidhar gaye

Ankhon mai de ke anso najane kidhar gaye
Yadain hain bas tumhari hum to jidhar gaye

Aao aur aake mujh ko samaito zara
Tere bagair hum to tinka tinka bikhar gaye

Do ankhon mai do hi anso

Do ankhon mai do hi anso

Ik Tere liye ik Teri khatir

Saturday, January 7, 2017

Tu mila hai to ab yeh gham Hai





Tu mila hai to ab yeh gham Hai

Payar zayada hai Zindagi kam Hai

Ishq hai Rog kaha tha Hum ne, Aap ne Lekin Maana bhi




Ishq hai Rog kaha tha Hum ne, Aap ne Lekin Maana bhi

Ishq mein Jee se jatay Dekhay Insha Jesay Dana bhi
© POETRY LOVERS
Maira Gall