Maine usay parhaya likhaya qabil banaya ab wo itna qabil hai ke mai ab uske qabil nahi raha
Hum log bhi ajeeb hain
Hum log bhi ajeeb hain sawab ki khatir mare howe insan ko kaandha zaroor dete hain magar zinda insan ka sahara banne se katraate hain
Bethe bethe phenk diya hai atishdaan mai kya kya kuch
Bethe bethe phenk diya hai atishdaan mai kya kya kuch
Mosam itna sard nahi tha jitni aag jala li hai
Subscribe to:
Posts (Atom)






