Wednesday, January 15, 2014

Haq Meri Mohabbat ka Ada Q Nhi Krty,




Haq Meri Mohabbat ka Ada Q Nhi Krty,
Tum Dard To Dety Ho Dawa Q Nhi Krty,

Q Bethay Ho Khamosh is Rah Me Meray Agay,
Na Ro Mery Marny Ki Dua Q Nhi Krty,

Phoolon Ki Tarah Jism He Pathr Ki Tarah Dil,
Mery Haseen Sajan Wafa Q Nhi Krty,

Aankhon Ki Adalt Se Bari Kr To Dia He,
Afsos Meri Jan Reha Q Ni Krty,

Tm Dard To Dety Ho Dawa Q Ni Krty,
Haq Meri Mhbt Ka Ada Q Nhi Krty


Pyar Ka Saaya Urdu Poetry Sms Latest 2014

Urdu Poetry, Urdu Poetry Sms, Urdu Poetry Sms Love, Urdu Poetry Romantic (Pyar Ka Saaya Urdu Poetry Sms) Love Sms, Urdu Romantic Shayari Love Sms, Urdu Romantic Novels, Urdu Romantic Novels Online, Urdu Romantic Poetry, Urdu Romantic Poetry Collection, Poetry Sms, Poetry Sms in Urdu Sad.

Poetry Sms in Urdu Romantic Sad, Poetry Sms in Urdu Love, Poetry Sms in Urdu and English, Sad Poetry Sms in Urdu,Yaad Poetry Sms in Urdu, Urdu Poetry in English Translation, Urdu Poetry in English Text,Urdu Poetry in English Sad, Sad Urdu Poetry Sms, Urdu Poetry Sms Love,Romantic Urdu Poetry Sms, Romantic Urdu Poetry 2014, Love Poetry Messages Romantic, Urdu Poetry in English Romantic, Urdu poetry 2 lines Romantic, Sms in Urdu Kissing Romantic Urdu, Sms Romantic, Urdu Shayari Romantic Sms.
By: Shahbaz Jaan


Tuesday, January 14, 2014

Tum Ne To Keh Diya Ke Muhabbat Nahi Mili





Tum Ne To Keh Diya Ke Muhabbat Nahi Mili

Mujh Ko To Ye Bhi Kehney Ki Mohlat Nahi Mili

Neendoon Ke Des Jatey Koi Khawab Dekhtey

Lakin Diya Jalaney Se Fursat Nahi Mili

Tujh Ko To Shehar Ke Logoon Ka Khauff Tha

Aur Mujh Ko Apne Ghar Se Ijazat Nahi Mili

Phir Ikhtilaf-e-Raye Ki Soorat Nikal Pari

Apni Yahan Kisi Se Bhi Aadat Nahi Mili

Be Zaar Yun Hue Ke Tere Ehad Mein Hame

Sab Kuch Mila Sukoon Ki Dolat Nahi Mili.



Udaas men tha sara shehr ronay laga





Udaas men tha sara shehr ronay laga, 

Aaj mera sanam kisi our ka hone laga, 

Jin k raaste se kante uthaye hmne, 

Wo ab hmare samne naqab kr k guzrne lga, 

Chhor diya uski gali se jana, 

Aaj phr na jane q wo yad aane lga 

ae gaalib kya yaad krna us bewfa ko, 

Wo hmare zakhmi dil ko dekh kr muskrane laga..'



Sulagti Talkh baaton se bare be-dard Hatho'n se




Sulagti Talkh baaton se bare be-dard Hatho'n se

Lo dekho haar di tum ne, Mohabat maar di tum ne..... 

Mil Kar Bhi Ussay Hasrat-E-Mulaqat Reh Gai




Mil Kar Bhi Ussay Hasrat-E-Mulaqat Reh Gai,
Baadal To Ghar Aaey thay Barsaat Reh Gai,

Wo Aaj Yun Mila K Hamain Janta Na Ho,
Lab To Meray Khulay Thay Magar Baat Reh Gai,

Mai Haar K Bhi Khush Hoon k Tum Jeet To Gaey,
Qismat Main Meri Maat Thi So Maat Reh Gai,

Daaman Main Kya Rakha Hai Is K Siwa Bas,
Bakhshay Jo Tu Nay Zakhm Wo Soughaat Reh Gai,

Kya Kya Badal Rahay Hain Yahan Mousam Khabar Nahi,
DiL K Nagar Main Raat Thi So Raat reh Gai.



Aey Allah Is Se Pehle K Yeh Duniya Mujhe Ruswa Karde





Aey Allah Is Se Pehle K Yeh Duniya Mujhe Ruswa Karde

Tu Mere Jism , Meri Rooh Ko Acha Karde

Yeh Jo Halat Hai Meri ,Maine Banai Hai Magar

Jaisa Tu Chahata Hai Ab Mujhe Waisa Karde

Mere Her Faislay Main Teri Raza Shamil Ho

Jo Tera Hukum Ho, Woh Mera Irada Karde



© POETRY LOVERS
Maira Gall